5 Ways to Save Mobile Battery in 2019- As-salamu alaykum friends aaj kis post Mein Main aapko bataunga 5 essay tarike Jine ki madad se aap apne mobile ki battery ko save kar sakte hain. Kyunki agar aap ke mobile ki battery nahi hogi tab aapka mobile Kisi Kaam Ka Nahi.
Aur bahut Sare logo ko Yehi masla aata hai ke unke Android phone battery ki capacity kam ho jati hai. is problem ko solve karne ke liye 5 tricks apply Kare Jo Ke Niche Diye gaye hain.
Off the Animation in Developer Option
Sabse Pehle Aap setting Mein Jaye uske baad developer option may Jaen. usne aapko animations Milenge Apne unko of kar dena hai taaki aap ke mobile ki battery Jyada kharch Na Ho. GTA VICE CITY APK DOWNLOAD
Pixoff App Download
Apne mobile ke pixels ko kam karne ke liye aapko 1 pics of app APK download karni padegi Jiska link niche Diya gaya hai aap niche wale download button par click Karke is application Ko download kar sakte hain. yeah application aap ke mobile ke pixels ko kam Kar Degi Is Tarah aap ke mobile ki battery Jyada kharch nahi hogi.
Never use Mobile Cover during Charging
Aksar log Yeh Galti karte hain Ke Jab Bhi Apne mobile ko charge karte hain tab woh mobile ka cover Sath Rehne Dete Hain. aap ko pata hona chahiye ki Jab aapka mobile charge hota hai tab aap ke mobile ki battery Mein different Kishan ke reactions Hote Hain.
Jo ke mobile ko power supply karte hain battery ki madat se. in reactions ke dauran hai Tibet hoti hai and aapka mobile Garam Hona start ho jata hai aap ke mobile ke upar cover Laga hone ki wajah se temperature jyada ho jata hai and aap ke mobile ko nuksan ho sakta hai.
aap ke mobile ki battery Pe iska Asar padta hai aur high temperature ki wajah se battery life is decreased due to high temperature in your mobile phone while charging 5 Ways to Save Mobile Battery in 2019
Use recent Apps
Use recent apps to save your battery power.
Leave a Comment